Home > Author > Aamir Sarfraz >

" Talaash na kro kisi ki, Ke wo tumhaari baatein sune,
Khud ko aisa banao,
Shayd tumse milkar kisi ke dil ka Bojh halka ho jaye....

Talaash na kro kisi ki, Ke wo tumhaare aansoo poche,
Khud ko aisa banao,
Shayd tumse milkar koi ghut ghut kar marne se bach jaaye....

Talaash na kro kisi ki, Ke wo tumhe har duaa me yaad kre,
Khud ko aisa banao,
Shayd tumse milkar kisi ki duaa Mukammal ho jaye....

Talaash na kro kisi ki, Ke wo tumhaare saath har pal Khada rhe,
Khud ko aisa banao,
Shayd tumse milkar kisi ki Haari hui zindagi me fir ek Ummeed bhar jaaye....

Talaash na kro kisi Achhe insaan ki,
Khud ko aisa banao,
Shayd tumse milkar, Kisi ki talaash poori ho jaye......

Continued

Aamir Sarfraz "

Aamir Sarfraz

Image for Quotes

Aamir Sarfraz quote : Talaash na kro kisi ki, Ke wo tumhaari baatein sune,